Best English Speaking Course Online (2023)

English Aapki Zaroorat Hai

Job ho ya Studies, agar aapne khud ko
improve nahi kiya,
to koi aur aapse aage nikal jayega

Best English Speaking Course Online (1)

  • Best English Speaking Course Online (2)

    60 Video Lessons

    Aasan aur mazedaar tarike se baney 60 recorded video lessons ko aap kabhi bhi dekh sakte ho. Har lesson 10 se 15 minute ka hai, jisme easy examples ke saath, apne funny way me, maine English ke sab important topics ko simple Hindi me samjhaaya hai.

  • Best English Speaking Course Online (3)

    Shuru Se Seekho

    Agar aap bilkul English nahi bol pate, to koi baat nahi. Is course me maine step by step, beginner se advanced level tak ke topics aise cover kiye hain ki aapko pata bhi nahi chalega, aur aap advanced level par pohonch jaoge.

  • Best English Speaking Course Online (4)

    Lesson Test

    Har lesson ke baad khud ko parakhne ke liye, ek quiz hai jisme us din ke lesson se jude sawaal honge. Quiz poora karne ke baad aapko score pata chal jayega.

  • Best English Speaking Course Online (5)

    Study Notes

    Har lesson me batayi gayi baato ke notes bhi is course me aapko diye jayenge, taki aap lesson dekhne ke baad padh sako aur khud bol kar practice kar sako.

  • Best English Speaking Course Online (6)

    Practice Group

    Is course ka sabse special part hai practice group kyuki isme aap doosre students ke saath audio me practice kar sakte hai jisse aap fluent English bolne me kaamyaab ho paoge.

  • Best English Speaking Course Online (7)

    Course Certificate

    Course ke 3 levels hai – beginner, intermediate, aur advanced. Har 20 lessons ke baad ek level poora ho jata hai aur aapko us level ka exam dena hota hai. Advanced level ke exam me pass hone pe aapko certificate mil jata hai jo Govt of India ke National Skill Development Corporation (NSDC) se approved hai.

Is course me kya sikhaya jayega?

Aapko bilkul shuru se le kar advanced level tak training di jayegi jisse aap 60 days me achhi English bol payenge. Aapko grammar ke rules me confuse kiye bina, bohot aasani se English me har baat bolni aa jayegi.

Bilkul basic se le kar advanced level tak sab kuch
English words bolne ka sahi tarika
Sentences banana seekhe, bina grammar rules me uljhe
Do, Does, Has, Have, Had, jaise topics aasani se seekhe
Apni introduction kaise deni chahiye
English me question aur answer kaise kare
Request karna, ya order, invitation, salaah dena seekhe
Kisi se kaam karvane wali baat kaise bole
Could, Would, Should jaise words ka use
English bolte hue common mistakes kaise theek kare
English bolne ka confidence kaise laye
Agar (if) wale Conditional sentences kaise banaye aur bole
Advanced topics jaise ki Active-Passive Voice, Narration, Causative Verbs, bina grammar me uljhe seekhe aur apne daily routine me istemal kare

Sabhi English concepts ko mazedaar tarike se Hindi me samjhaya gaya hai, mere tarike se aap kisi bhi age pe English seekh sakte hai

(Video) 10 English Practice Apps which I highly recommend

Yeh course kin logo ke liye hai?

Yeh course har insaan ke liye hai jo English bolna seekhna chahta hai:

Students ke liye, jinhe English subject me mushkil hoti hai

Job dhoond rahe logo ke liye, jo better job opportunity ke liye English improve karna chahte hai

Government aur private companies ke employees ke liye, jo promotion and career growth paana chahte hai

Professionals aur businessmen ke liye, jo apne kaam me zaada successful hona chahte hai

Parents ke liye, jo apne bacho se English me baat karna chahte hai

Teachers ke liye, jo apne students ko better tarike se padhaana chahte hai

Jo English likhna padhna jaanta ho, par fluently bol na pata ho, kya usko is course ka fayda hoga?

Yes. Jo English jaante hai par bol nahi paate, unki problem hai practice ki kami. Bol bol kar hi English bolne me fluency aayegi, isliye maine har lesson me aise task diye hai jinse aapki bolne ki practice hogi. Is course me practice group hai jisme students ek doosre se English me text aur audio messages se practice karte hai. Us group me mai aur meri team bhi hai taki aapki pronunciation aur grammatical mistakes correct kar sake.

Yeh course join kaise kare?

STEP-1: Course join karne ke liye, neechey diye plans me se ek select karo aur Join Now button pe click karke online payment karo. (Agar online payment nahi kar sakte, to click karo >> Payment Help)

STEP-2: Online payment ke baad, next screen pe aapko meri ENTRI APP ka download link mil jayega.

STEP-3: Online payment karte hi aapka account activate ho jayega aur aapko SMS bhi aa jayega. Agar aap meri team ko contact karna chaho, to uske liye button is page ke end me hai.

Plan select karo:

(Video) Learn English Live 24/7 🔴 English Speaking Practice - Daily Conversations ✔

Offer: 60% Discount

6 Months Plan

Rs.2499

Offer: Rs.999

Is plan me aap lessons ko 6 months me kabhi bhi, aur kitni baar bhi dekh sakte ho. Baaki features same hai.
See All Features

Most Popular

12 Months Plan

Rs.3599

Offer: Rs.1299

Is plan me aap lessons ko 12 months me kabhi bhi, aur kitni baar bhi dekh sakte ho. Baaki features same hai.
See All Features


Limited Seats Offer!


Gold Plan (Live Classes)

(Video) 2 Hours of English Conversation Practice - Improve Speaking Skills

Rs.10000

Offer: Rs.4999

Is plan me ek experienced teacher ke saath 100 Days ki Personal Training hogi, jisme Live Classes aur Daily Activities hongi. Mere recorded lessons bhi 12 months ke liye rahenge. Aur jaankari ke liye, neechey "More Details" pe click karo.


Limited Seats Available, Hurry Up!

IELTS Plan (Live Classes)

Rs.15200

Offer: Rs.7599

Is plan me IELTS teacher se Live Classes milengi jisse aap ek attempt me IELTS exam clear kar payenge. Isme Live Classes, IELTS Mock Test, IELTS Notes and Activities hongi. Mere recorded lessons bhi milenge. Aur jaankari ke liye, neechey "More Details" pe click karo.

Aapki Success
Mera Mission Hai
Best English Speaking Course Online (8)

Winner of Best Education Channel Award at Social Media Summit by the Government of AP (India).

Mera mission hai ki aapko English speaking skills sikha du jisse aapko rozgar mile, zindagi me kaamyabi mile, aur mere online English speaking course se aapke sapne sach ho sake.

Maine yeh English Speaking Course bilkul alag tarike se banaya hai, taki aapko aasani se samajh aa sake and you can learn English speaking online. Maine apna experience aur padhane ka tarika is fluent English speaking course me daala hai aur mujhe yakin hai ki this is the best English speaking course online jo aapka English connection strong kar dega.

Agar aap pehle koi English course kar bhi chuke ho, tab bhi mera spoken English course join zaroor karo kyuki meri guarantee hai ki padhaane ka aisa tarika aapne pehle kabhi nahi dekha hoga. Yeh English Speaking course aap Raksha Bandhan pe bhi de sakte hain because it is best Rakhi Gift for sister under 1000.

Best English Speaking Course Online (9)

Mujhe khushi hai ki maine Bollywood, TV aur Sports ke top celebrities ke saath Delhi, Mumbai aur kayi shehro me kaam kiya hai. Ab aapki baari hai, maine aapko angrezi sikha kar aapka level bhi top-class banana hai. So agar aap soch rahe hain ki angreji kaise sikhe, toh mera angreji seekhne ka asaan tarika aapko angreji me expert bana dega.

Best English Speaking Course Online (10)

Mai khud ko sirf ek teacher nahi, ek coach maanta hu jo sirf aapko sikhaata hi nahi, balki aapka Spoken English guru bankar aapko training de kar poori tarah taiyaar karta hai. Aap logo ne mujhe Youtube pe bohot pyar diya hai aur mujhe India ka best spoken English teacher online kaha hai, isliye ab maine ek proper fluent English speaking course banaya hai, jisme basic spoken English course se le kar advanced English tak saare lessons ho. Aa jao mere saath best online spoken english classes ke liye, shuru karo hai ek naya safar apne dear sir Awal ke saath, aapki kaamyaabi ki taraf!

Demo dekho:

(Video) English बोलना सीखें एकदम ZERO से। English Speaking Course Day 1 | English Speaking Practice Class 1

Course ka demo dekhna chahte ho to course ke lessons me se kuch mazedaar scene dekho. Poore course me aise hi aasan tarike se sikhaaya hai aur examples ke saath practice bhi karwayi hai.



  • Best English Speaking Course Online (11)
  • Best English Speaking Course Online (12)
  • Best English Speaking Course Online (13)
  • Best English Speaking Course Online (14)
  • Best English Speaking Course Online (15)
Join Now
Inka English bolne ka sapna sach hua...

Is English speaking course ka fayda lene wale kuch logo se milo. Neechey diye video in sab ne aadhe course me hi record karke hume bheje hai… aap result dekh sakte ho ki now they can speak English!


  • Best English Speaking Course Online (16)

    Yeh Viren hai.
    Yeh ek student hai.

  • Best English Speaking Course Online (17)

    Yeh Poonam hai.
    Yeh ek housewife hai.

  • Best English Speaking Course Online (18)

    (Video) My Top 10 Tips for Better English Speaking

    Yeh Manoj hai.
    Inka apna business hai.


Join Now

Agar abhi bhi mann me kuch sawal ho,
to meri team ko contact karo

Contact Us

Join Now 🎓

Videos

1. Online Spoken English Class (Paid course)
(Dev Spoken English)
2. Learn English Online - English speaking Course English Lesson
(Daily English Conversation)
3. Free English Speaking Course l 5 Simple tricks to become FLUENT in English within 90 days | Day 1
(Ocean English Academy)
4. LEARN ENGLISH FOR FREE | 30 Crore Students Already Learning | Best Platform to Learn English
(Talk with Abdul)
5. English बोलना सीखे बिल्कुल Basic से Class 1 | English Speaking Course Day 1 | English Lovers Live
(English Lovers)
6. Spoken English Class 1 | How to Speak Fluent English - Beginner to Advanced Speaking Practice
(English with Lucy)
Top Articles
Latest Posts
Article information

Author: Kelle Weber

Last Updated: 12/26/2022

Views: 5982

Rating: 4.2 / 5 (53 voted)

Reviews: 92% of readers found this page helpful

Author information

Name: Kelle Weber

Birthday: 2000-08-05

Address: 6796 Juan Square, Markfort, MN 58988

Phone: +8215934114615

Job: Hospitality Director

Hobby: tabletop games, Foreign language learning, Leather crafting, Horseback riding, Swimming, Knapping, Handball

Introduction: My name is Kelle Weber, I am a magnificent, enchanting, fair, joyous, light, determined, joyous person who loves writing and wants to share my knowledge and understanding with you.